Me charag hu naye dor ka, toofano se dara nahi hu Dur kiya he tam ka ghera, andhiyaro se ghira nahi hu
Tej hawaye sajish rachti, par unse bhi bhuja nahi hu
Kadva hu par saccha hu, me shekhar hu diga nahi hu
Jo vyakti apne jiwan ke path par sakaratmakta se chalta he vah adig rehta he, vah nishchal rehta he vastav me sakaratmakta parmeshwar ki vah amulya nidhi he jo usne srashti ka nirman karte hue manav ko sopi...