Meri iss kitab me kavitayein hain, aur ye sari kavitayein kalapnik hain, ye kavitayein likhne ki perarna tab jaagi mujhme jab main ek premi ugal ko dekha tha, tab mujhe Kuch rumani likhne ka vichar aaya aur tab maine kuch kavitaao ko likha aur fir dheere dheere meri kuch kavitayein itni ho gai ki inhe maine ek kitab ka roop dene ko socha, isme likhi sari kavitaao ko maine swayam mahsus kar ke likha hai, khud ko premika ki jagah rakh kar maine har...
Related Subjects
Poetry