Pareshaani khud se hai, pashemaani khud se hai, Mushkil hai koi aur ho jaaoon, Ki aasaani khud se hai. Is sangrah mein mere shuruaati dino se lekar abhi tak ki chuninda kavitayen, ghazlen hain. Shayad lekhni mein parivartan umr ke saath jo aaya vo aapko nazar aaye. Meri shayari mere nazariye se mere anubhavon ko darshaati hai. Zyada laag lapet nahi hai, par bahut hi seedha likhna bhi mujhe nahi bhaata hai. Umeed hai har padhne vale ko kuch...
Related Subjects
Poetry