'Laal Mann' sheershak ka arth hai, 'A Red Mind', maane sooje huye vichaar. Ye kitaab ka adhiktam hissa lockdown ke samay mein likha gaya hai. Isse shayad aap samajh sakte hai ki lekhiki mein soojan kyun aayi hogi? Laalmann ek nawyuvak hai jo ki bharat ke ek mahanagar mein rehta hai. Wo apne aaspaas ke vatavaran se bahot prabhavit hai. Lalman ki kahani Aadarsh aur Yatharth ke beech mein jhoolte rahti hai. Wo koi tairaaki ke tarah is dwand ke sagar...